[male vocals] Suraj
sa
chamkuga
mai,
suraj
sa
dehkuga
mai,
Sarri
dishaayo
mai
sonea
sa
nikhruga
mai.
Dekh
kr
meri
Agni
dushmano
ke
dil
dar
jayge.
Mere
hislea
ke
aagea
mushkilo
ke
pahad
bhi
mit
jaygea.
Hr
aandhi-
toofan
se
takrauga,
Maa
Durga -
Bhawani
ka
Sher
Beta
kehlauga.
Mai
Rajput
Veer
Yodhao
ki
vansh
prampara
ko
gorav
se
nibhauga ,
apne
suryavanshi
Purwajo
ka
naam
roshan
kr
jauga.
Rajput
hu
Rajputi
dhram
nibhauga,
Kaal
ke
aagea
bhi
seer
nhi
jhukhauga.
Maut
ko
bhi
maut
bn
kr
kha
jauga.
Naa
haruga -
na
jhukuga
hr
mushkil
se
laduga
usko
harauga.
Apne
desh
ke
liye
hr
ladai
jeetuga.
Aandhi
aaye
ya
toofaan
unse
bhi
takra
jauga,
Jai
Bhawani-
Jai
Mahakal
bol
kr
aag
mai
bhi
kudh
jauga.
Himmat
nhi
haruga,
haar
nhi
manuga
kaal
ke
kapal
pe
apni
amith
chaap
chod
jauga.
Mera
desh
h
Mahan,
Amar
rahegi
iski
Shaan,
Rajput
hu
sadha
kruga
raksha
iske
maan
ki
kyu
ki
mai
santaan
hu
Bhagwan
Shri
Rsm
Ki.
Seer
kat
te
h
Veer
Rajput
yodha
phir
bhi
ladte
h,
krte
h
raksha
dedh,
dhram
or
aan
ki,
mai
bhi
unki
santaan
hu,
mai
bhi
kruga
rsksha
Rajputi
swabhimaan
ki.
Muje
bhi
aan
h
meri
kul
khaandaan
ki.
Mai
bnuga
Veer
yodha
naam
roshan
kr
jauga,
Apna
Rajputi
dhram
nibhauga ,
pyar,
prem,
desh,
dhram
ki
reet
nibhauga.
Suraj
sa
chamkuga
mai,
suraj
sa
dekhuga
mai,
saari
disahyo
mai
yodha
bnkr
chamkuga
mai.
Aisi
kahani
likh
jauga
apna
janam
safal
kr
jauga.
Rajput
Veer
yodha
bn
kr
Amar
ho
jauga.
Swarnim
ithihas
phir
se
dohrauga,
kalle
Badal
hat
jayge ,
Suraj
phir
se
chamkega,
Mere
desh
ka
Keasariya
jhanda
phir
se
garv
se
lehrayga.
Har
dushman
ko
harauga,
hr
parwat
ko
jhukhauga,
hr
aag
ki
nadi
ko
haste-
haste
par
kr
jauga.
Maa
Ganga
ki
nirmal
dhara
bnkr
mere
desh
ki
mitti
mai
mil
jauga,
phir
uthuga,
phir
janam
luga ,
phir
Rajput
Veer
yodha
bn
kr
desh
ke
kaam
aauga.
Daya,
Prem,
Preet,
Karuna,
Himmat,
deshbhakti
ye
mere
sathi
h,
mere
purwajo
ka
Gaurav
mere
rakht
ki
hr
boondh
mai
behta
h,
yhi
kehta
h
Tu
ek
Veer
yodha
h,
naa
maan
haar
kbhi
naa
jhuk
tu
khi ,
tu
to
shakti
ka
beta
h,
Himmat
teri
saanso
mai
behti
h ,
tu
Veer
Rajput
yodha
h.
Shorya,
Sahas,
balidaan ,
shakti
ka
tu
dhwaj
wahak
h
tu
dar
nhi
skta,
tu
haar
nhi
skta
tu
ek
Amar
Rajput
Veer
Yodha
h.
Mera
desh
meri
aan ,
baan
aur
Shaan
h
isliye
Maa
Bharti
aapke
charno
mai
mera
pranaam
h.